Mujhe lagta hai aap marble se daag hatane ki prakriya jaan na chahte hain. Aksar aisa hota hai ki pura marble par kayi tarah ke daag reh jaate hain jo hataye nahi hat te. Mere purane ghar ke marble par bhi kuch aise daag the jinko hatane ke liye maine apni maa se kuch tips liye the. Main aapko batati hun wo kya tips the.
Agar aap marble par kuch girate ho toh main aapko sujhav dungi ki aap use turant kapde ke tukde se pochh le. Fir kapde ko dho kar dobara pochh le.
Agar marble par lage daag purane hain toh marble ki satah ko jhadu ya kapde se saaf kar ke dish soap paani me ghole aur usme ek mulayam kapda bigha kar farsh ko achhi tarah ragad se saaf karen.
Iss baat ka dhyan rakhe ki marble par hydrogen peroxide ke ghol ka upyog karna chahiye. Bahut se log ispe vinegar lagane ki galti karte hain jisse alag tareeke ke nishaan chhut jaate hain.
Marble se daag hatane ka ek aur tareeka hai daag wali jagah par baking soda aur paani ka paste lagana. Aap uss jagah ko plastic sheet se shak sakte hain kuch ghante ya 1 din ke liye aur jab wah sookh jaaye toh use ek saaf kapde se saaf kar sakte hain.
Par agar aapko lagta hai ki daag bahut gehre hain aur use saaf karne ke liye peshewar safai ki zarurat hai, toh main aapko sujhav dungi ki aap NoBroker ke cleaning services ka chayan kare. Unke safai ka tareeka uchhatam star ka hai aur unke safakarmi advanced yantro ki madad se safai karte hain.
Your Feedback Matters! How was this Answer?
Shifting, House?
✔
Lowest Price Quote✔
Safe Relocation✔
Professional Labour✔
Timely Pickup & DeliveryIntercity Shifting-Upto 25% Off
Check Prices
Intracity Shifting-Upto 25% Off
Check Prices
City Tempo-Upto 50% Off
Book Now
Marble dag hata dega
Anku Kumar
42 Views
1 Answers
1 Year
2023-02-07T09:57:57+00:00 2023-02-07T10:15:56+00:00Comment
Share