Maine aapka prashn dekha aur socha ki aapki PAN card ka PDF kholne se judi pareshani ka samadhan du. Aap PAN card ka PDF ek password ki madad se khol sakte hain. Iska password bhi kaafi saral rakha gaya hai jo ki har ek vyakti ke liye vishesh hota hai. Yeh saral is roop se hai ki yeh aapko acche se yaad rahega kyunki yeh aapki neeji jaankari se juda hua hai. Main baat kar raha hu aapki janm tithi ki, jise angrezi mein birth date bhi kaha jata hai.
To aap apne PAN card ka PDF is password ki madad se khol sakte hain. Aapko apni janm tithi likhni hai jahan par aap pehle din, fir mahina aur fir saal likhenge, aise DD/MM/YYYY. Udharan ke taur par yadi meri janm tithi 10 October 1999 hai to mera password hoga 10101999. Yaad rakhein ki yahan par koi bhi space nahi dena hai. Aasha hai ki isse aapki madad hogi.
Your Feedback Matters! How was this Answer?
Shifting, House?
✔
Lowest Price Quote✔
Safe Relocation✔
Professional Labour✔
Timely Pickup & DeliveryIntercity Shifting-Upto 25% Off
Check Prices
Intracity Shifting-Upto 25% Off
Check Prices
City Tempo-Upto 50% Off
Book Now
Related Questions
Most Viewed Questions
Recently Published Questions
Authors Of The Question
2 Total Answers
Pan card PDF open nahi ho raha hai. Kya Karu?
Shubhadip Sarkar
67 Views
1 Answers
1 Year
2023-12-18T09:14:06+00:00 2024-01-05T11:17:09+00:00Comment
Share