Namaste. Main aapko ration card se kisi ka naam hatane ki prakriya bata sakta hoon. Iske liye maine haal hi mein online prakriya apnayi thi. Main poori jaankari neeche aapke saath saajha karta hoon.
Pehle aap ration card ki adhikarik website par jayein. Yaad rakhe ki aapko apne rajya ki website par hi jana hai.
Website par log in karein. Yadi aapka website par account nahi hai to register kar login karein.
Ab aap ration card mein badlaav karne ke vikalp ko chune.
Iske baad aap us vyakti ko chune jiska naam aap ration card se hatana chahte hain.
Aapko fir uchit dastavez jama karne honge. Aap mrit vyakti ki mrityu praman patra laga sakte hain.
Iske baad aap arzi jama karein aur fir us vyakti ka naam hata diya jayega.
Aasha hai ki isse aapki madad hogi.
Paayein Sampatti se Judde Saare Dastavezon Ke Liye Madad NoBroker Legal Service Dwara!Shifting, House?
✔
Lowest Price Quote✔
Safe Relocation✔
Professional Labour✔
Timely Pickup & DeliveryIntercity Shifting-Upto 25% Off
Check Prices
Intracity Shifting-Upto 25% Off
Check Prices
City Tempo-Upto 50% Off
Book Now
Most Viewed Questions
Recently Published Questions
Authors Of The Question
19 Total Answers
Ration Card se Kisi Ka Naam Kaise Hataye?
Sasikala
12Views
12 days
2024-11-11T13:34:47+00:00 2024-11-12T22:39:33+00:00Comment
1 Answers
Share